Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam 0 alaikum g i am 19 yaers old main ye puchhna chahti hoon ki meri har roz office me hone ki bajah se namaz reh jati hai...to me use kaise karo matlab kaza kaise karoo plz ap mujhe btao...kaza v kis time pe karoo or kaise jaise hm namaz parhte hai vese hi.... 
Answer Fuqahaa(rizwanul laah e alaihim) fermatay hain k namaz kisi halat main bhi saqit(maaf) nahi, iska matlab ye hay k na safar main saqit hoti hay or nah is k alawa main. Agar namaz ka waqt tang ho(or manzil e maqsood tak pohanchne se pehlay qaza hone ka khadshah ho) tu musalman musafir par wajib hay k wo chahay jahaaz(aero plan) main ho, kashti(ship) main ho, car main ho, train main ho, ruka hoa ho ya harkat main ho, intezaar gaah(waiting room) main no ya aam baghichah(public garden) main, raastay main ya apne kaam or duty ki jagah, gharz jahaan bhi ho wajib hay k namaz ko waqt main baja laay. (Ref:A.Sistani(d.b),Jadeed fiqhi masa,il, maslah# 64) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.