Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kaza namaz ni neyat kaise kare.jaise hm namaz parhte hai vaise he? 
Answer Qaza namaz main qaza ka qasd kerna lazim hay or ye qasd sabit hojata agar ye is iraday se namaz perhi jay k ye os namaz k badlay hay jo mujh se qaza ho gae thi. mukhtasar qasd o irada bhi kaafi hay.{ or yani zarori nahi hay k ye qasd tafseeli ho,maslan main jo namaz perh raha hoon wo namaz zuhar ki faalan tareekh k falaan saal ki qaza hay. }(Ref: A.Sistani(d.b),Minhaajus saliheen, part#1, maslah#572). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.