Question |
1. Kiya Awaam un naas haqaiq e toheed say waqif hai?
Kiya woh Ehmiyat e Adaal ko jantay hain.Aur kiya unko maloom hai k Tooheed say Agar Adaal Ko Juda kerdiya jaye to kiya kiya mofasid paida ho saktay hain?
Kiya woh Raamoz e nabuwat pehchantay hain?
Kiya woh israr e wilayat o imamat ka idraak rakhtay hain?
kiya woh Qayamat ki kaifiyat o jaaiyat ka ILM rakhtay hain jin k liye unhay tayari kerni hai?
aur kiya kisi say sawal kiye bagair in uloom o moarif ka hasil kernay mumkin hai? |