Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question wozu ky farz aur ghusal ky farz bta dian pls 
Answer Wuzu main wajib{farz} hay k chehra or dono haath dhoay jain or sar k aglay hissay or dono paon k saamne walay hissay ka masah kia jay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 235). Terteebi ghusl main ehtiyaat e lazim ki bina per ghusl ki niyat k saath pehlay pora sar o garden or baad main pora badan dhona zarori{farz} hay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 360). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.