Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Imame abu hanifa 
Question kaya mayat ke dafan karne ke baad imam uske paoon ke taraf karlai ho kar surah baqara ke akhree 2 ayaat parhta hai. kaya ye 2 ayate parhna zaroori hai ya iske elawa koi be ayat phree ja sakte hai. plz answar quick 
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Mustahab hay k qabar k ziyarat k liay aanay walay qabar per haatha rakh ker qiblay ki janib rukh ker k 7 baar sorah e qadr ki tilawat karain, or ye bhi mustahab hay k Al-Hamd or sorah e falaq or sorah e naas or ayatul kursi ki 3, 3 baar tilawat ki jay(Ref: A.Sistani(d.b),urwatul wusqa, part#1, maslah#before 1008). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.