Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamu alaikum.mai her namaz ke baad sajda ker ke dua kerta hu.aaj aisa hogaya ke mai zuhur ki namaz ke bad sajda kiya to imam sahab ne mujhe mana kiy aur farmaya ke fajr aur asr ke bad sajda kerna haram hai please quran aur hades ki roushni me meri madad kare.allah hafiz  
Answer Mustahab hay k her namaz k baad sajdah e shukar bja laya jay or itna kaafi hay k shukar ki niyat se paishani zameen par rakhain.laikin behter ye hay k 100 dafa ya 3 dafa ya 1 dafa “shukran lillaah” { شُکراً لِلّٰہ} ya “afwan”{ عَفْوًا} kahain or ye bhi mustahab hay k jab bhi koe naimat milay ya musibat tal jay tu sajda e shukar bja lain.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1110). Note: is fatway se ye baat bilkul wazeh hojati hay k har namaz k baad or her naimat k milne or her musibat k door hojane k baad sajdah e shukar bjana lana mustahab(sawaab) hay.or sajdah e shukar kerna kisi bhi waqt mana nahi hay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.