Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah syed ali sistani 
Question ager koi larki anay jahaz k leyea raqam jama karay tu sal guzarnay k bad kia oun payson par khums wajib hoga? 
Answer If a person cannot prepare all the dowry for his daughter at the time of her marriage, and has to do so over a few years, and if it is deemed unbecoming for him not to give away any dowry, Khums will not be liable on what he purchases during the year, provided it is within his means. But if he exceeds his means, or spends the profit of one year to buy the dowry in the following year, he will pay its Khums.( Rcvd: Email rcvd from A.Sistani(d.b),Dated: Jan 13, 2012). Translate: Agar koe shaks apni baiti k liay shadi k waqt tamaam jahaiz tayyaar nah ker sakta ho, or agar wo chand saal isi terha guzar jaa,in or ye smajha jaay k wo khuch bhi jahaiz nahi day sakay ga tu os cheez(yani jahaiz) par khums wajib nahi hoga jo os ne saal k dermiyaan khareedi thi, is shart k saath k wo os ki shaan o hasiyat k mutabiq ho.Laikin agar wo os ki haisiyat o awqaat se berh ker ho ya aik saal k perofit(salary/money) se dosray saal main jahaiz khareeda jaay tu wo shaks inka khums day ga.(Email Rcvd A.Sistani(d.b), Dated: Jan 13, 2012 ) Note: oper k maslay se wazeh hoa k wo raqam jo jahaiz k liay jama ki jaay tu os par khums maaf nahi hay. Balkeh sirif os jahaiz k saman par khums maaf hay jo insaan ki haisiyat o shan k mutabiq ho saal k doraan saal k munafe se khareeda gaya ho. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.