Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question 1) Agar Mujh par Pehlay ka khum wajib hai laikin main ab wo khum dainay k qabil nahin hoon to iss soorat main kia main apni marzi say aur baghair wakil ki ijazat k installment main khums ada kar sakta hoon. 2) Agar main nay kisi ko gift diya hai to uss par bhi khums wajib ho ga. Yeh Gift main nay apni haisiat say barh kar diya hai.  
Answer wakeel ki ijazat kay bagair is tarhan karna jaiz nahi hai. aur us tuhfay (gift) par bhi khums ho ga jo aap ki haisiyat se ziyada hai. REF: A.Sistani, tauzeeh-ul-masail, masla no. 1761 & Mujtahid say poochay gae sawalat, question no. 99.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.