Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ASSALAM O ALYKUM janab mera sawal ya ha k kiya hum esha ki namaz k wazu sa fajar ki namaz par sakty ha jasy hum eash ki namaz parkar sojae aur fajar ma uthy 
Answer 1- Wo neend jis ki wajah se aakhain nah daikh sakain or nah kaan sun sakaintu aisi neend se wuzu batil hojata hay. Laikin agar aankhain nah daikh rahi hoon magar kaan sun rahay hoon tu wuzu batil nahi hota.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah#322 ). 2- Mustahab hay k agar insane bawuzu ho tab bhi har namaz k liay dobara wuzu kia jay.(Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 321). Note: agar aap isha ki namaz perh ker jaagtay rahain yaanh tak k fajr ki namaz ka waqt ajaay or koe aisi cheez bhi ap se nah hoe ho jis se wuzu batil {toota} hota ho, tu aap osi wuzu se namaz perh saktay hain laikin agar aap sojain tu aap ko fajr k liay wuzu kerna hoga.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.