Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name na mehram 
Question assak mai ek musalmaan ladki hun aur ek muslim ladke ko behad chahti hun aur wo ladka b mujhe khud se zyada chahta hai aur hum ek doosre se shaadi karna chate hai, per mere gharwaloun k zehen me wo ladke k taaluq se bahut galt sonch hai jo k humnebadalne ki aur gharwaloun ko samjhane ki bahut koshish ki per ghar waale maan ne tayyar nahi hai..mai chahti hun k humari shaadi, hum dono k gharwaloun ki khushi,marzi,pasand,razamandgi aur izzat trha se karna chahte hain..plz mujhe kukch solution bataye ya koi wazeefa bataye plz taaqi humra rishta tahe hojaye aur humari shaadi hojaye..plzz help me 
Answer 1)Kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2341,2342) 2)Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). 3)Fiqhi masla bayan karnay k sath aap ko is wazifay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.