Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mujy istkhara karna hai lekin mujy pata ni kya ap btao gy kesy hota hai?  
Answer Istikhara ye hai k jis kaam k kerne men mashware kerne k baad bhi faisla nah ker pa rahe hoon to phir istikhara k zerye se madad li jaey.or istekhara kerna aik mubah amal hai, Istekhara na to wajib hai or na hi mustahab, Istekhara kerne k liay ye kafi hay k 3 baar salawaat(dorood) perhi jaey, or is k baad tasbeeh k daano per haath dala jaey or jitney daanay haath main aaen onko 2,2 ker k gintay jaen or aakhir main agar aik daana bacahy tu istekhara behter aya hay or agar 2 danay bachain tu ye samjhay k istekhara bad (sahi nahi) aya hay.(Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=297396&id=310&page=2&perpage=10 + Ref: Mujtahid se pochay gay sawalaat,Ayatullah Sistani(d.b),part#3, Mafhoom e Sawaal#114). Update on dated 27-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.