Answer |
Hazrat Imam Jafar e Sadiq a.s sai marwi hai k aulad e Narnia(beta) k lie mard apna hath biwi ki naaf par daein taraf(right side) rakh kar 7 martaba is surah ki tilawat krnay k baad mubashrat karay to murad puri ho gi aur jab hamal zahir ho jae to phir isi terh 7 bar tilawat karay. (Ref : Payam E Shifa pg # 93) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |