Answer |
Agr apne quran utha kr sach kaha hai to to phir jaiz hai Albatta qasam khana makrooh hai, lekin agr apne jhoot bla hai to ye jhoot bhi shuma rhoga or jhuti qasam khana haram bhi hai, or kabhi kabhi gunah e kabeera ban jata hai, or is men quran ki be-huramati ka pehlu bhi hai. .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |