Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Kia alkohal wali perfume use krna jaiz hai? Plz reply fast. Haq nawaz khaskheli. 
Answer 1-Jee haan alcohol wali perfume ka isatemaal jaiz hay.Q k sanati(Industrial) or tibbi(Medical) alcohol ki tamaam aqsaam paak hain.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 109) 2- Alcohol ki tamaam anwaa chahay onhain lakrhi se banaya gaya ho ya kisi or cheez se, paak hain. Is bina per wo tamaam dawa,en(medicine), itr(perfume), or khane wali chezain jin main alcohol shamil hay paak hain or in ki nijasat k hawalay se kisi ta,ammul k baghair aap inhain istemaal ker saktay hain or agar in main alcohol ki miqdaar bohot kam maslan 2 fisad(2%) hu tu inhain khaya bhi jasakta hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 37)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.