Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Main aur meray friend aik hi university main parhtay hain aur understanding itni ho gaee hay kay we have to do muta warna ham kuch ghalat kar baithain gay magar muta kay liye father ki persmission ki zaroorat hay aur wo nahi milay gee...aur larka aur larka dono mature hain acha bura samajhtay hain to kiya ham Nikah kay seeghay parh saktay hain..?  
Answer Larki kay Baap(Father),ya Dada(GrandFather) ki ijazat zaroori hay,agar larki khud mukhtaar ho to bhi Aihtiyat-e-Wajib ki bina par wali ki ijazat zaroori hay.Ref:I-07. istiftaat) .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.