Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agr shadi shoda aurat zina kary toh is gunah ki kia saza hai aur kia akhrat k din us ka ye amal us k shohar k samny aaye ga or isi tarhan agr mard shadi shoda kary toh kia hukam hai sunat k mutabiq ?nd plz tel in mn ye koi aik kar ly zina na mehram sth aur aik dusry ko na bataey aur toba kar ly toh kia akhrat mn samny aaye ga plz anz  
Answer Agar sohardar aurat zina karay to ehtiyaat e wajib ki bina par wo zani par hamisha k lie haram ho jati hai. Lakin sohar pr haram nahi hoti . Zaroori hai wo aurat toba karay. Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.