Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question zindagi mein baap nay kisi ko kum jaidad aur kisi ko ziyada diya kay yeh is kay naam hai aur yeh is kay naam ....baad mein un kay marnay kay baad jub sharai tor par jaidad ki taqseem ho gi tou us mein jis ko ziyada hissa phelay baap ki taraf say mila ho us ko bhi dena parey ga tou is tarhan jis kay hissay mein kum jaidad aye tou us ki haq talfi nahin ho gi is tarhan say .....agar bhai hoon tou aapas mein barabri nahin ho sakti baap kay marnay kay baad  
Answer Jis maal ka insaan apni zindaghi me kise dosere ko malik bana daita hay wo maal phele wale insaan ki milkiyat se nikal kar dosere shaks ki milkiyat me chala jata hai. Is bina per jo maal walid apne baito ko zindagi men de dedeta hai wo baito ka maal hoga.Baap k inteqaal k baad jo maal Baap ki milkiyat main tha or sab baito baitiyo or biwi main meeras ki makhsoos taqseem k mutabiq taqseem hoga.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 1320, Eidition 1417 hij). Update on dated 06-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.