Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Syestani 
Question Salam mjhe yea pochna tha . . .aj har jagha co-education system hai t0u kisi bhi larki say hath milana , baat krna chahey woh studies say hi realted kiun na ho , larkiy0un say dosti krna , ya love krna jaiz hai ? 
Answer 1) Co education mai agar gunnah aaloud nigahoo ka tabadla nah ho aur haram may mubtila honay ka khoof nah ho to koe haraj nahi laikin is k bawajood ye masla is laiq hay k islami mumalik k zimaydaar afraad larkoo aur larkioon k liae alag alag taleemi idaray bananay k lye mansooba bandi karain. (Ref : nigah aur libaas ques # 92 pg # 63) 2) Na-mehram aurat k sath hath milana haram hai, chahaay lazzat k iraday k sath ho ya is k bagair. (Ref : nigah aur libaas ques # 110 pg # 70) 3) Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.