Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani Sahib 
Question A O A.janab kia takbeera tul ehram mein dono hathon ko kano(ears)tak uthana wajib hai ya jahan tak marzi ho hathon ko utha le. 
Answer Mustahabb hay k namaz ki pehli takbeer(takbeera tul ehram) aur namaz ki darmiani takbeerain kehtay waqt hathoon ko kanoo(ears) k brabar tk lay jay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 942 ) )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.