Answer |
Iski maafi ka tareeqa toba krna hai, Toba karen Parwar digar ne quran me wadah kiya hai k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Ref: Naeem ul aamaal pg# 316)(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |