Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya baad namaz juma gusul karna haram hai? 
Answer Ghusl e juma ka waqt subah ki azaan k baad se soraj ghroob hone tak hay or behter ye hay k zuhar k qareeb bjalaya jay or agar koe shaks isay zuhar tak anjaam nah day tu behter hay k ada or qaza ki niyat kiay baghair ghroob e aftaab tak bja laay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #634). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.