Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ager shoher 4 years se apni wife se na mila ho aur 4 years baad talaq ho jay tou kia ourat per iddat wajib hogi? 
Answer Shohar nay 4 saal say pehlay khabi hambistri ki ho aur phir talaq di to zarori hay k bivi talaq k baad iddat rakhay. Laikin agar hambistri khabi nahi ki aur talaq day to bivi per iddat nahi hay. yani bivi talaq k foran baad nikah kar sakti hay. Iddat: Aisi aurat ki iddat jis k 2 haiz ka darmiyani faasla 3 maah(month) se kam ho, ye hay jab os ka shohar usay paaki ki halat me talaq day (yaani jab wo periods main nah ho) tu jab os aurat ko talaq k baad teesra haiz (menses) aay tu oski iddat mukammal hojati hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2475 ) .Update on dated 10-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.