Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Main aik ladki say aur wo muj se bahad mohabat krty thy ham dono k ghar waly hamary rishty se na khush thy ladki k ghar walo ne ladki pr bohat zulam kia aik din pata nahi kaisy wo seediun sy neechy ghir gai aur wo koma main chali ghai aur phir 3,4 mounth k baad us ki death ho gai. Maira sawal ye he k kia islam ladka aur ladki ko aik dosry ko passand lkrny ki ijazat daita hi aur ab to wo foutt ho chuki he kia ab ham janat main mil sakain gay kia hamari jannat main shadi ho gi 
Answer jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.