Answer |
1-Zohar aur asar ki namaz ka waqt zawal aftab( yani zohar sharhi ka matlab hai adhah din gzarna maslan agar din bara hours ka ho to suraj nikalne ke 6 hours ke baad zohar sharhi ka waqt ho ga ) ke baad se group aftab tak ha.(ref . tuziul masail aga sistani masla no. 718).
2-Namaz ko jaan bhoojh ker qaza kerna jazi nahi hay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 736) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|