Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanafi 
Question Assalamualaikum, kia hum jab dua kare Allah se to hum kahe ki ya Allah is cheez/shaqs ko hamare haq me behtar farma, ya kahe jo hamre liye behtar hai wo hume de dey. isme kai logo ke apne jawabaat hai,so isper roshni dale. jazak allah hu khair!! 
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Wo qaboliyat jis ka wadha khuda nay kia hay is k liay kisi shart ki zarorat nahi hay khuda har pukaarnay walay ki dua ko qabool karta hay aur ehl e maarfat afraad k liay ye hi kafi hay laikin agar insan dua karnay ki lazzat ko dark kar lay to is k baad osay kisi hajat qabool hanay ki parwa nahi ho gi. (Ref : Website ayatollah sistani d.b. ques no 04 topic dua http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1800). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.