Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aqa e Sistani 
Question Can you please give details of Aqeeqah of the New Born. Also if you can let me know as to you can eat Aqeeqah Meet and Who not? Also kindly let me know if the bones of Aqeeqah Animal can be broken while cutting meat or not? Brain from head and Feet of the animal can be given to someone or buried as without as it is? Jazak Allah. 
Answer Mustahab hay k aulad ka aqiqa kia jaay, chahe larka ho ya larki or ye bhi mustahab hay k wiladat k saathwayn (7th) rooz ko ho, agar kisi wajah say ya baghair kisi wajah k 7th rooz say takheer hojaay tab bhi aqeeqay ka mustahab hona baqi rahay ga, aqeeqe main zarori hay k bherh, bakra , bakri , gaye ya bail ya ount ya uontni ho {i.e: she-goat,he-goat,sheep,cow,bull,she-camel,he-camel}.or mustahab hay k aqeeqay ka jaanwar mota(fat) ho. Aqiqe me makrooh he k us ka gosht bap ya bap k ayaal (maslan aulad) me se koi ek khaey khas taur se maan. Munasib hay k aqiqay ka gosht haddio ko baghair torhay kata jay. Jaanwer ka chautha hissa(1/4th ) daya ko daina mustahab hay or wo hissa taang or raan hona mustahab hay.aqaiqay ka gosht pakaya jaay or afzal hay k 10 ya os se ziyada momineen ko is k khane ki dawat di jay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #394-5 , Eidition 1417 hij). Update on dated 04-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.