Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Doran-e-Ghusl e Janat starting main jab sirf SIR aur GARDAN ka hissa dhoya jata hay ,dhonay kay baad ghusl kay starting main hi SIR hi ka kuch hissa na dhoay janay kay baray main shak guzre ! aur sir kay us hissay ko jis kay na dhoay janay ka baray main shakk guzra ho usay dho liya jaey aur phir gardan dholain aur is kay baad badan ko dho liye jaey to ghusl sahih hoga ya nahi ? 
Answer Ghusl Sahih hay.Agar SIR ya GARDAN ka kuch hissa dhoay janay kay baray main shakk ho to Aihtiyat-e-Lazim ki bina par SIR aur GARDAN dhonay kay baad badan ko dobara dhona zaroori hay.Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.365.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.