Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanfi 
Question jab gusal wajib ho or namaz ka waqt hatam ho raha ho to kya hum sirf wazoo ker k namaz parh saktay hain 
Answer Note : Is web site per faqat fiqh e jaffaria k mutabiq jawabat diey jatay hein. Jab waqt itna kam ho k agar wuzu ya ghusal karain tu saari namaz ya oska ka khuch hissa waqt k baad parha jaay tu zarori hai k ghusl k badlay tayammum ker k namaz perhain. (Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 668). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.