Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question iddat kise kehte hain kyun ki main jab tak is ka matlab nahi janta mujhe dosra kuch bhi nahin samajh ayega plz jald reply kijiye? 
Answer iddat us zamane ko kehte hen jis men orat k liye dusra nikah kerna jaiz nahi hota, or aysa waqt orat per 2 waja se aata hai ya to uska shohar us ko talaq dede,is ko iddat e talaq kehte hain or dusra ye k uska shohar wafaat pa jaey or is iddat ka maan iddate wafaat hay or is main shadi nah kerne k alawa kuch or kaamo se bhi perhain kerna perhta hay. , albatta iddat ka zamana guzar jane k baad agar orat dusra nikah kerna chahe to ker sakti hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2475-2481). Update on dated 29-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.