Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question what is mutta ?  
Answer Muta Quran or hadees ki roshni men nikah ki ek qism hai, Or is k zariye mard or orat ek dusre per halal hojate hen, Muta ek aysa nikah hai jis men izdiwaj (shadi) ki muddat moayyan ho, misaal k taur per orat k sath ek ghante ya ek din ya ek mahine ya ek saal ya is se ziyada wqt k liye nikah kiya jaey.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # Brfore the masla # 2328, First paragraph or Nikah k Ahkam). Update on dated 25-05-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.