Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Ghusl-e-Janabat kay waqt agar insaan ko kaseer shak ho,aur wo yaqeen kay marahil asaani say hasil na kar paey kay badan kay parts sahih tarha dhulay hain ya nahi to is kay baray main kiya hukum hay? 
Answer Jab koi shakhs apnay aazaa main say kisi aik uzu ko dhoolay phir shakk karay kay sahih dhoya hay ya nahi to wo apnay shakk ki parwah na karay chahay dosray uzu kay dhonay main daakhil honay kay baad hoa ho ya is say pehlay.Ref:Minhaajus Saaliheen A.Sistani Masala No.176 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.