Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name islam 
Question Road pe Namaz Parhna jaiz hai ya nai ? agar jaiz hai to wo kese or agar jaiz nai to wo bhi btaen 
Answer 1.Sarhak(Road) aur gali kochay may namaz parhna makrooh hay magar ye k ghuzarnay waloo k liay baa-ise zehmat nah ho aur agar inhain zehmat ho tu in k rastay may rokawat dalna haram hay. 2.Agar koe shakhs logo ki ghuzr gahoo par namaz parh raha ho to namazi k liay mustahab hay k apnay samnay koe cheez rakh lay aur agar wo cheez lakrhi ya rassi ho tu to bhi kafi hay.) Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Prob No 885-6). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.