Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aaytullah sistani 
Question ek ladki ka 3 saal ke liye mutah kiya hua hai aur 2 saal baad usaki shadi hai aur mutah ka jo time hai (1 saal baki hai wo ) vo pura nahi hua to kya is surat me mutah maff karwana padta hai ?? ya shadi hone par automtcly mutah maff ho jate hai.shadi usi ladke se ho rahi hai jiske sath mutah kiya gaya hai  
Answer Agar wohi shakhs us larki se muta ki muddat k mukamal hone se pehle nikah-e-daaimi perhe tu ye nikah batil hay laikin wo ye ker sakta hay k baqi rehne wali muddat ose bakshe or os k baad nikah e daimi karae. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2396). Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.