Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya pessab ke baad mani ke katre aane se wazoo tootta ha ya nahi 
Answer Note : Is website per fiqh e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. 1)Wo ratubat jo baaz awqat peshab k baad nikalti he usi wadi kaha jata hay(wo mani nahi hoti hay) aur agar peshab os se mila hua na ho to wo pak he. Mazeed ye k jab kisi shakhs ne peshab k baad istebra kia ho aur os k baad koi ratubat kharij ho jis k baray me shak ho k peshab he ya koi aur ratooobat to wo pak he. Aur wazoo bhi batil nahi hota. Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Prob No 70 2)Agar Peshan k baad mani kharij ho to wazoo batil ho jata hay. Aur Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Prob No 322 , 356 Note : Is website per fiqh e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. 1)Wo ratubat jo baaz awqat peshab k baad nikalti he usi wadi kaha jata hay(wo mani nahi hoti hay) aur agar peshab os se mila hua na ho to wo pak he. Mazeed ye k jab kisi shakhs ne peshab k baad istebra kia ho aur os k baad koi ratubat kharij ho jis k baray me shak ho k peshab he ya koi aur ratooobat to wo pak he. Aur wazoo bhi batil nahi hota. Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Prob No 70 2)Agar Peshan k baad mani kharij ho to wazoo batil ho jata hay. Aur Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Prob No 322 , 356 3)Mani niklnay k baad Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. Lakin namaz e miyat , sijda e sahv , sijda e sukhar aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zurari nahi he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 , 356). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.