Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanfi 
Question asalamoalaikum. ager kisi ka fazar,zohar,aur asar ka namaz kaza ho zata hai,wo magreeb ki namaz, pahle kaza namaz ko pura kr ke parega ya fir magreeb ki namaz ko ada kr ke baki kaza namaz parhega.tafsil se batayenge. 
Answer Note : Is web site per faqat fiqh e jaffaria k mutabiq jawabat diey jatay hein. Jis shaks ki guzishta dino ki namaz faqat aik namaz qaza hoe ho,os k liay behter hay k agar os din ki namaz ki fazilat ka waqt khatam nah ho raha ho tu pehlay qaza perhain or os k baad os din ki namaz main mashghol ho. Or agar os ki guzishta dino ki koe namaz qaza nah hoe ho laikin osi din kie aik ya aik se ziyada namazin qaza hoe hoon tu agar os din ki namaz ka fazilat ka waqt khatam nah ho raha ho tu behter ye hay k os din ki qaza namazain ada namaz se pehlay perhain.( Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1365). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.