Answer |
Note : Is web site per faqat fiqh e jaffaria k mutabiq jawabat diey jatay hein.
Quran main lafz salaah(namaz) ka zikr 67 baar aya hay.(Ref: Qurani maloomaat per mushtamil 1540 sawalaat k jawaab, pg#82).
Or Quran main zakaah(zakaat dainay) ka 30 baar zikr aya hay.(Ref: Al-mujamul mufhars, pg#420,421). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|