Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Ass salam alai kum... i have join in domestic call center in bangalore in our office they will not allow me to go for jumma namaz also if i ask they will infrm me its a company policy so pls help me wht to do ... not only for me they some colliges with me they will not allow to go so plz hel p me its very urgent 
Answer Jume ki namaz wajib e takhyiri he. is se muraad yeh he ke jume k din mukallaf ko ikhteyaar he k agar namaz e juma ki shara,it maujood ho to jume ki namaz parhe ya zohar ki namaz layhaza agar insan jume ki namaz parhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karti he (yaani phir zohar ki namaz padhna zaroori nahi he). Namaz e juma ki niyat is terah ki jasakti hay k “aap niyat karain k main namaz e juma perhta hun qurbatan ilallah or ye zarori nahi keh niyat ko apnay dil say gurara jay ya maslan zaban say kaha jay. (Ref:Ayatullah sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#720,930). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.