Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aiyat ul lah Sistani 
Question mei nay aap say question kya tha k kya us jagha per sijdah sahe hai jiss k agay zuljanah ya kisi aur terha ke Islamic shabi bane hue ho. aap ka reply Jee haan aap os jagah namaz perh saktay hain.Laikin aisi jagah namaz perhna makhrooh hay jis gagah photo ya mujasmay ho chahay nanamzi k saamne nah ho .(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 854-886). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) i want to ask that iss ka matlab ager musjid k under imam bargah ka separate portion ho janha zuljana aur degar shabee bne hue ho tou kya us masjid mei bhe namaz perhna makroh hai 
Answer Jee haan is sorat main bhi makhooh hoga. Jaandaar k photo ya mujasmay k saamnay namaz perhna makhrooh hay magar ye k osay dhaanp diya jaay(tu phir makhrooh nahi hoga).Isi terah os jagah bhi namaz perhna makhroh hay jis jagah jaandaar ka photo ho chahay namaz perhne walay k saamne nah ho. (Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 885).Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.