Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question DEAR SIR. MARA SWAIL GUSAL JANUBAT SAY HAI. GUSAL JANUBAT KARTA TIME AGAR 2FARAZ ADDA KHAYA HAI.OR BODY PAR WATER BAHAA RAHA HAI.AAP KO ASA FILL HO KA AAP KO PASHAB KA KATRA AGAYA HAI YA AIR KHARAG HOO GAYE HAI.ES SURAT MA GUSAIL DUBARA KARNA HOO GAA YA NAHI. MUG KO GUSAL JANUBAT KARTA TIME ES TARA KA VASVASA BOOT PARSHAN KARTA HAI.OR PAR BE BODY PAAK NAY LAGTE KA AIR KHARG HO GAYE HA YA BASHAB KA KATRA AGAY HAI. OR MA NAY ULAMAH SAY ES BAAT KE TEE INN KA ANSWER TAA KA DOBARA KARNA KE ZAROOT NAY HAI.AAP KA GUSAL HOO GAYA HAI. MARBANE FARAMA KAR MUG KO ANSWER DAAY.ES LAY KA MA ES VASVASA SAY BOOT TANG HOO THANKS ARSHAD  
Answer Agar koe ghusl k doran peshab kar de to is ghusl ko tark kar k naay siray se ghusl karna zarori nahi he balkeh wo apnay is ghusl ko mukammal kar sakhta he ,is surat me ehtiyaat e lazim ki ki bina per wuzu karna bhi zaruri he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 384). Or agar aap ko yaqeen nah ho k ghusl k doran paishab ya hawa(gas) kharij hoe hay tu aap apnay is ghusl ko mukammal karain or agar ye ghusl wajib(siwaay ghusl e istehaza e muta,was,sita) or mustahb ho tu wuzu karna bhi zaruri nahi ho ga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 299, 384, 389). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.