Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name imam abo Hanifa (r.a) 
Question Plz help me? main na badkari ke hay ur ab main buhut parishan ho,agr wo larki maa ban gaye tu mere badname hoge, main kia karo plz jawab zaror dejeya.us larki ko kunse gole pelawo kay wo ma nhe ban jaye.  
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein (1) Zina karna gunah e azeem hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29) (2) Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2364) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (3) jo insaan shadi na kar na ki waja say haram kaam karta ho as par shadi karna wajib hai . (Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407) (4) (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2364). (5) Qaraar e nutfa k baad isqaat e hamal jaaiz nahi hay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 73 jadeed masail)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.