Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar rishtay k sisalay mai kiye huwe istekhare mai naa ajaye tu kya wahan shadi kija sakti hai ???? 
Answer Istekharay ki mukhalifat karna jaiz to he lakin is baat ka khoof zaroor he k mukhalifat se nuqsan pounch sakhta he. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4, Mafhoom e ques # 204, pg # 93) (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).(2) Baar baar istekhara karna sahi nahi hai magar ye k mauzo badal jaae jis ki aik sorat ye hai k kuch maal sadaqa kiya jaay. (Ref. Aqa sistani Jadeed fiqi masail masla no. 595). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.