Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name NONE 
Question MERI AGE 16 SAAL HY AUR MERI AK GIRL FRND HY US KY SATH MAI SEX KAR CHUKA HO AB MAI KIYA KARO MAI US KY SATH APNY WAQTH PAR AKEY SHADI KAR SAK THO HO KIYA AUR DOSRA SAWAL HY MAI MUTTH BHUT MAR THA HO ISY BACH NU KA TAREEQA  
Answer (1) Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (2) Agar koe shakhs kisi aisi aurat se zina karay jo be sohar ho magar iddat me na ho to ehtiyaat e wajib ki bina per toba karnay se pehlay os se shadi nahi kar sakhta. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2364) (3) Istimna( yani musht zani/masturbate karna) haram hai.(Jadeed fiqhi masa,il Ayatullah Sistani, masla #462 ). (4) jo insaan shadi na kar na ki waja say haram kaam karta ho as par shadi karna wajib hai .(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407) (5) First of all you must repent and pray to Almighty Allah (swt) for forgiveness and promise yourself not to do that sin again and always remember that Allah (swt) is looking at you and by doing that sin you do obey devil and disobey Allah(swt). Also try to engage in some useful activities such as sport, reading ..etc and avoid anything that may arise your sexual desire. Also if you cannot control yourself then you must get married.(E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010) Translate: sub se phele shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah kin a-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.