Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name NONE 
Question salam namaz-e-ayath kiya hy aur kesy parha ja tha agr dua hy tho bejy mujy koi ilam nahe hy is ky bary mai ap smjha dy plz? 
Answer 1-Namaz e ayaat 3 chezo ki wajah se wajib hoti hay: 1-soraj girhan 2-chand gerhan agarchah in dono k khuch hissay ko hi girhan lagay or chahay insaan per oski wajah se khoof bhi taari nah hoa ho.3-zajzalah, ehtiyaat wajib ki bina per, agarchah is se koe khoofzada bhi nah hoa ho.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1472). 2- Namaz e Ayaat perhne ka tariqa jaane k liay aap is link ki janib ruju karain. (Ref: http://al-shia.org/html/urd/resaleh/html/index3/11.htm ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.