Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question marai ofc mai aik hindu laraka hai us nai subha kitchen ma pani ki bottle bhari ur table pa rakh di ur woh bottle gili thi us ka bad table sa muslim larkai nai bottle uthai jis sa us ka hath gila hogaya tha ur us nai woh gila hath marai shirt pa lagay to mara shirt pak hai ya najis .namaz ho sakti hai ya nhai 
Answer Kafir(maslan hindu) najis hain, or kafir ka tamaam jism yahaan tak k os k baal,nakhun or rutubatain(wetness)bhi najis hain (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 104) Agar koi pak cheez kisi najis cheez se lag jay aur donoo ya un me se aik is qadar tar ho k aik ki tari dosray tak pounch jay to pak cheez najis ho jay gi laikin agar waaste mutaadid ho jay to najis nahi ho gi . maslan agar daaya haat pishaab se najis ho aur ya haat ek new ratoobat k saath baaye haat ko lake to baaya haat najis ho jaay ga ap agar baaya haat khush hone k baad maslan tar lebaas se lge to wo lebaas bhi najis ho jaay gaa laikin agar ap wo lebaas kise doseri tar chees ko lak jaay to wo chees najis nahe hoge haa agar tari itni kam ho k dosery chees ko na lage to pak chees najis nahe ho ge . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 119 ). ( Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.