Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salaam or thanks aap k reply ka..... aap nai likha hai"aap ne Ayatullah Khoe(r.h) ki zindagi me Ayatullah Khoe(r.h) ki taqleed nahi ki thi" lakin mai na ayatullah khoi r.a ki taqleed ki thee lakin mujko confirm nahi k mai us time baliq tha k nahi..... lakin fiqh k bare mai allahumdullah know how thee (kissi haad tak)woo is liaay bhi thee k hummare masjid mai fiqhi masahil k durus hote thay namaz k baad molana nazarulhasnain k saat...jo namaz k baad mai bhi attend karta thaa.... WS Salaam Salaam o Alaikum, I have a question about My Taqleed, Actully my age is 33 and Ayatullah Sistani mutalid but when Ayatullah Khoie death my age was 14 and i know the fiqh. but i have a dought that i was not baligh at that time. so do i need to follow Ayatullah Khoie fatwa or i have to follow Ayatullah Sistani. MAy ALLAH INCREASE YOUR TOFIQAT. WaSalaam Country Dubai - UAE Answer Your taqleed to His Eminence Ayatullah Al-Udhma Al-Sayyid Al-Seestani (may Allah protect him) is sufficient inshaallah.(Ref. E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated 27 april 2012) Note: ye jawaab is farz ki bina per hai k aap ne Ayatullah Khoe(r.h) ki zindagi me Ayatullah Khoe(r.h) ki taqleed nahi ki thi. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Topic Ibadaat >> Taqleed >> Taqleed Key Ahkam Mujtahid Ayatullah Sistani Answered By Quran-o-Itrat Academy  
Answer Mumaiyaz bacha agar kisi mujtahid ki taqleed karay tu oski taqleed sahi hay.or jagar wo mujtahid jis ki aik shaks taqleed kerta ho agar oska inteqal ho jay tu jo hokum oski zindagi main tha wohi oski wafaat k baad bhi hay.layhaza agar merhoom mujtahid , zinda mujtahid k muqaablay main aalam ho tu wo shaks jisay derpaish masail main dono mujtahideen k dermiyaan ikhtelaaf ka agarchah ijmali ilm ho osay merhoom mujtahid ki taqleed per baaqi rehna zarori hay or agar zinda mujtahid aalam ho tu phir zinda mujtahid ki taraf ruju kerna zarori hay.( Ref : Tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 8 & Minhaajus saliheen, part#1,maslah #5). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.