Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam-u-alikum! Please recheck question # 6590 topic wazu, is main theen (3) times dhone ko haram kaha gaya hai. Please check kar ke is ko darost farma dain. Jazak Allah 
Answer Note : Is web site per faqat fiqh e jaffaria k mutabiq jawabat diey jatay hein. Wuzu mein chehray aur haathoon ka aik baar dhona wajib, doosri dafa dhona mustahab aur teesri dafa ya is se ziada martaba dhona haram he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 247) Note: oper biyaan kia gaya maslah bilkul durust hay or is ka hawala bhi bilkul durust hay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.