Answer |
Jab bhi Insan Hazrat Rasool e Akram s.a.w.w. ka ism e Mubarak maslan Muhammad s.a.w.w. , Ahmed s.a.w.w. ya laqab aur quniyat maslan Mustafa s.a.w.w. , aur Abul Qasim s.a.w.w. zaban say ada karay ya sunay to chahay wo namaz may hi q na ho mustahabb hay k dorood bhejay. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah# 1111). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay) |