Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question A.o.a.Keya nafal nemaz Beth ke parhne chayain ya khare ho ke.jo nafal nemaz main hote hain ,shukriya 
Answer Nafal namazain halat e ikhtiyaar may beth kar parhi ja sakhti hain aur ye bhi zaroori nahi hay k 2 rakatoo ko 1 rakat samjha jaay albatta behter hay k inhain kharay ho kar parhain. Aur zaroori hay k namaz e isha k nawafil ehtiyat e wajib ki bina par beth kar parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 754). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.