Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.muje ye pochna ha k agar koi apni biwi se baat karey phone pe aur baat krte hue ya kuch soch k uski mani kharij hojae,to uskey barey mai kia hukum ha?kia is se gunah hota ha aur ghusl wajib hojata hai?aur ehtelaam kisey kehtye hain? 
Answer 1, woh rutubat jo kabhi kabhi shewat ubharnay par mard kay aala-e-tanasul se kharij hoti hai usay "mazi" kehtay hain jo paak hai, lehaza is par ghusl-e-janabat nahi hoga. aur guna bhi nahi hoga kyon ke woh miya biwi hain. REF: A.Sistani, Tauzeeh ul masail, masla no: 70+nikha ke ahkaam, pg 25+334. 2, insaan ka aik khaas had tak pochna, ke jis kay saat woh qadir ho jai mani kay nikaalnay par (is se farq nahi parhta ke yeh halat-e-need mein ho ya jaagtay huway). REF: mustalihaat-e-fiqh, buloog, pg no. 107. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.