Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani  
Question AOA kia namaz-e-shab ko chalty/phirty huway bagher Qibla ruk k ada ki jasakti hia jissay nafala namaz ada ki jasakti hia 
Answer 1)Mustahab namaz (is me namaz –e- shab bhi shamil hai) raasta chalte hoay aur sawari ki halat me perhe ja sakti hai aur agar insaan in donoo halato me mustahab namaz perhe to zaroori nahe hai k is ka mou qiblay ki taraf ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 769,753) 2) lakin agar insaan in donoo halato(raasta chalte hoay aur sawari ki halat me) k ilawa mustahab namaz perhe to ehitiyate wajib ki bina per qibla ruke hona zaroori hai.(ref. Urwa tul wusqa part no :2 Ayat Ullaha Sistani (d.b.)masla #after 1245) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.